Jay Mata Di
Sunte Raho,
Sunaate Raho
Maa Ki
Mahimaa, Maa Ki Karishmaa
Kabhi Toh
Sunegi Bhakton Ki Maiya
Paar Karegi
Jeevan Ki Naiya
Sukh Se
Bharegi Yeh Saari Duniyan
Daaman Mein
Hogi, Bande Ki Khusian, Sunte Raho ll0ll
Jyoti Teri
Jalte, Kyaa Din Kyaa Phir Rainaa
Karti Rehti
Jag Mein Ujaalaa
Deedaar
Karti Naina
Maa
Jyotawaali Jyoti Jagaake
Sukhse
Bharegi, Maa Sabki Gagariyaa, Sunte Raho ll1ll
Halke Halke
Baadal, Nirmal Sheetal Paani
Aise Me
Baithi, Gufaa Ke Andar
Jag Ki Maa
Baishno Rani
Bhagton Ki
Binati, Suntee Hi Rehti
Pal Me
Mitaati Maa Gam Ki Nagariaa, Sunte Raho ll2ll
This is an
original lyrics written by me (Himanshu Guru) from Bhubaneswar (originally from
Balangir) in Odisha. The lyrics is dedicated to Goddess Vaishnodevi.
I have
written the lyrics keeping in view the song ‘Kuchh Naa Kaho, Kuchh Bhi Na Kaho’
from the film ‘1942 A Love Story’. However, you can tune it at your own and
make a video. I have made a video using it. Watch in the link below. Thanks.
Jay Mata Di...
Sunte Raho, Sunate Raho good
ReplyDelete